Today we have brought for you best Sad Shayari for Girls and sad status for girls in hindi which you can share on Whatsapp and Facebook. Girl Sad Status has become the most searched Shayari in Hindi.
Dard broken heart shayari is the best way to express the sad feelings of love. We have a beautiful collection of broken heart dard judai sad shayari in hindi & sad girl shayari 2 lines in hindi for Whatsapp & Facebook.
Sad Shayari For Girls in Hindi
भूल गया वो शख्स मुझे
कुछ इस तरह से
जैसे भूल जाता है कोई
किसी को मरने के बाद
कुछ इस तरह से
जैसे भूल जाता है कोई
किसी को मरने के बाद
Bhul Gaya Woh Sakhs Mujhe
Kuch Iss Tarah Se
Jaise Bhol Jaata Hai Koi
Kisi Ko Marne Ke Baad..
हमें अक्सर उनकी जरुरत होती है
जिनके लिए हम जरुरी नहीं होते
जिनके लिए हम जरुरी नहीं होते
Humein Aksar Unki Zaroorat Hoti Hai
Jinke Liye Hum Zaroori Nahi Hote
उदास छोड़ गया वो मुझको
खिल उठती थी मैं जिसके मुस्कुराने से
खिल उठती थी मैं जिसके मुस्कुराने से
Udaas Chhod Gaya Wo Mujhko
Khil Uthti Thi Main Jiske Muskurane Se
बड़ा गजब किरदार है मोहब्बत का,
अधूरी हो सकती है, मगर खत्म नहीं..
Bada Gazab Kirdar Hai Mohabbat Ka,
Adhuri Ho Sakti Hai, Magar Kahatm Nahi..
Very Sad Shayari for Girls
क्या ज़रूरत थी दूर जाने की
पास रहकर भी तो तड़पा सकते थे
पास रहकर भी तो तड़पा सकते थे
Kya Zaroorat Thi Door Jaane Ki
Paas Reh Kar Bhi Tadpa Sakte The
वफादार और तुम
ख्याल अच्छा है
Wafadaar Aur Tum
Khayaal Achha Hai
तेरे बगैर ये धड़कना ही नहीं चाहता
यकिन मानिए
तो कुछ पागल सा है मेरा दिल...!!
यकिन मानिए
तो कुछ पागल सा है मेरा दिल...!!
Tere Baigair Ye Dhadakna Hi Nahi Chahta
Yakeen Maaniye
Toh Kuch Pagal Sa Hai Mera Dil...!!
Yakeen Maaniye
Toh Kuch Pagal Sa Hai Mera Dil...!!
कतरा-कतरा तुझे चुनती रही
कतरा-कतरा ख़ुद बिखर गई
कतरा-कतरा ख़ुद बिखर गई
Katra Katra Tujhe Chunti Rahi
Katra Katra Khud Bikhar Gayi
जब हम अपने अन्दर से
दर्द ख़तम नहीं कर पाते
तो वो ही दर्द हमें
ख़त्म कर देता है
Jab Hum Apne Andar Se
Dard Khatam Nahi Kar Paate
Toh Wahi Dard Humein
Khatam Kar Deta Hai
Dard Khatam Nahi Kar Paate
Toh Wahi Dard Humein
Khatam Kar Deta Hai
शिकायत नहीं है मुझे किसी से
बस नज़रों से गिर गये है कुछ लोग
Shikayat Nahi Hai Mujhe Kisi Se
Bas Nazron Se Gir Gaye Hain Kuch Log
Bas Nazron Se Gir Gaye Hain Kuch Log
ख़्वाब सी होती हैं कुछ यादें
सिर्फ़ आँखों में ही रहती हैं...
ज़िन्दगी में नही
सिर्फ़ आँखों में ही रहती हैं...
ज़िन्दगी में नही
Khwab Si Hoti Hai Kuch Yaadein
Sirf Aankhon Mein Hi Rehti Hai..
Zindagi Mein Nahi
गिर गए नजरों से कि तुम्हें उठा भी न सकूं
दे गए इतने जख्म किसी को बता भी न सकूं !
दे गए इतने जख्म किसी को बता भी न सकूं !
Gir Gaye Nazron Se Ki
Tumhe Utha Na Saku
De Gaye Itne Zakhm
Kisi Ko Bata Na Saku
अकेले में तुझे याद करती हूं
बार-बार ख़ुद से सवाल करती हूं
क्यो तुझे ख़ुद से ज्यादा प्यार करती हूं
Akele mein tujhe yaad karti hoon
Baar baar khud se sawaal karti hoon
Kyun tujhe khud se jyaada pyaar karti hoon
Baar baar khud se sawaal karti hoon
Kyun tujhe khud se jyaada pyaar karti hoon
Sad Girl Status in Hindi
कैसे करू इस दिल की देखभाल
रोज थोड़ा सा टूट जाता है
रोज थोड़ा सा टूट जाता है
Kaise Karoon Iss Dil Ki Dekhbhal
Roz Thoda Sa Toot Jaata Hai
हमारे जीने का अलग अंदाज़ है
एक आंख में आंसू और दूसरे में ख़्वाब है
Humare Jeene Ka Alag Andaaz Hai
Ek Aankh Me Aansoo Aur
Dusre Me Khwab Hai
हमारे दरमियाँ कुछ तो रहेगा
चाहे वो फांसला ही सही
चाहे वो फांसला ही सही
Humare Darmiyaan Kuch Toh Rahega
Chahe Woh Faasle Hi Sahi
मेरे इन होठों पर तेरा नाम अब भी हैं
भले छीन ली तुमने मुस्कुराहट हमारी
भले छीन ली तुमने मुस्कुराहट हमारी
Mere Inn Hothon Par Tera Naam
Ab Bhi Hai
Bhale Chhin Li Tumne
Muskurahat Hamari
वही शख्स आकेला छोड गया मुझे
इस दुनिया कि भीड मे..
जिसने दुनिया की भीड़ से चुन के
मुझे अपना बनाया था..
Wahi Shaksh Akela Chhod Gaya Mujhe
Iss Duniya Ki Bhid Mein..
Jisne Duniya Ki Bhid Se Chun Ke
Mujhe Apna Banaya Tha..
Iss Duniya Ki Bhid Mein..
Jisne Duniya Ki Bhid Se Chun Ke
Mujhe Apna Banaya Tha..
Broken Heart Shayari for Girls
खत्म हो गए रिश्ते उन लोगो से भी
जिनसे मिलकर लगता था
जिंदगी भर साथ देंगे
जिनसे मिलकर लगता था
जिंदगी भर साथ देंगे
Khatam Ho Gaye Rishtey Unn Se Bhi
Jinse Milkar Lagta Tha
Zindagi Bhar Saath Denge
हम जिन खतों को पढ़ के ख़ुश होते थे
अफ़सोस वो तो किसी दूसरे के लिए होते थे
Hum Jin Khaton Ko Padh Ke
Khush Hote The
Afsos Woh Toh Kisi Dusre Ke Liye Hote The
किन लफ़्ज़ों में बंया करूँ
मैं अपने दर्द को..
सुनने वाले तो बहुत है मगर
समझने वाला कोई नहीं..
Kin Lafzon Mein Bayan Karoon
Main Apne Dard Ko..
Sunane Wale ToH Bahot Hai Magar
Samajhane Wala Koi Nahin..
Also read: